Tuesday, February 17, 2009

Chand Ashar ...

आप कहते थे के रोने से ना बदलेंगे नसीब
उम्र भर आपकी इस बात ने रोने ना दिया

- Sudarshan Faakir

The power of poetry is mesmerising to those to whom it appeals ..

Tuune yuun dekhaa hai jaise kabhii dekhaa hii na thaa
main to dil men tere qadmon ke nishaan tak dekhuun

I first heard these lines in the play Dhoop kinare ..since then have been my fave one s

Paata Paata Boota Boota Hal hamara Jane hai
Jane na Jaane Gul hi na jaane Baagh to saara Jaane hai

another one that is a good one is

Tere vaade pe Jo Jiye to Yeh Jaan Jooth Jana
Ke khushi se Mar na Jaate Agar Aitbaar hota??

Jo maza Intezaar mein Hai vo Vasle Yaar mein Kaha?

Paas Aake koi dekhe to pata lagta hai ,
Door se Zakhm to har ek dil ka bhala Lagta hai .

Yun dost saarey apney apney rastey badal gaey
kuch peechey ruk gaey to kuch aagey nikal gaey
haalaat ki dhoop zaraa si deir ko teiz kya hui
jitney wafaa ke peikar they saarey pighal gaey

No comments: