- Hatho ki lakeer pe mat ja e-ghaleeb, Naseeb unke bhi hote hain jinke haath nhi hote.
- Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se phle, Khuda bande se poochhe bta teri raza kya h
- Kaun kehta h aasmaan me surakh nhi ho skta, Ek patthar to tabiyat se uchhalo yaaro
- Manzil unhi ko milti h jinke sapno mein jaan hoti h, pankho se kuchh nhi hota hauslo se udaan hoti h
- Manzil to mil hi jaegi bhatakte hue, Gumraah to wo hain jo ghar se nikle hi nhi
- Zindagi ki asli udaan abhi baaki h, Humare irado ka imtihaan abhi baaki h, Abhi to naapi h muthi bhar zameen, Aage to pura aasmaan abhi baaki h
- Girte h sheh-sawaar hi maidan-e-jung mein, wo tifl kya girenge jo ghutno ke bal chalein
- Ae bure waqt zara adab se pesh aa, kyunki waqt nhi lgta waqt badalne me
Bonus:
- Zindagi uski jiski maut pe zamana afsos kre Ghalib, Yun to har shaks aata h is duniya me marne ko
No comments:
Post a Comment