Friday, April 10, 2009

Lines that appeal

Agar khud ko bhoole to kuch bhi na bhoole
Ke chaahat mein unki Khuda ko bhula dein
Agar hum kahen aur wo muskura dein
Hum unke liye zindgaani luta dein

Jagjit- Chitra - Agar Hum kahen

Tum ho tu, gaata hai dil.
Tum nahi, tu geet kahan
Tum ho tu, hai sab haasil.
Tum nahi, to kya hai yahan
Tum ko hai maangti, ye zindagi

(Rock On - Tum Ho Toh)


Mere jaise laakhon mile honge tumko piya, mujhe tu mila tu hi
Tu hi mere honton ki khilti hui si hansi, gila bhi piya tu hi

(Jab We Met – Ye Ishq Haye)

Baithe baithe aise kaise koi, rasta naya sa mile
Tu bhi chale main bhi chalon, honge kam ye tabhi faaslay


(Jab We Met – Aao Milo Chale)

Aadha sa waada kabhi, aadhe se ziada kabhi
Jee chahe kar lon, main is tarah wafa ka
Na hai ye paana, na khona hi hai
Tera na hona, jaane kyon, hona hi hai

(Jab We Met - Tumse Hi)



Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chahe tum kar lo sitam
Mujhko dekho ya na dekho
Mujhko chaho ya na chaho
Ye bhi maana mujhse milne aaoge nahi
Saare sitam hans ke jo sahun tu?
Ruth na jaana tumse kahon tu

1947 -Love story


Jispe hum marr mite, usko pata bhi nahi
Kya gila hum karen, woh bewafa bhi nahi
Hum ne jo sun liya, usne kaha bhi nahi
Ae dil, zara soch kar, pyar kar

(Dil to Pagal Hai –Chaand Ne Kuch Kaha)

Pyaar ko Ho Jaane do
Pyaar mein Kho Jaane do
Aitbaar iska Hai
Intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahi.....

Dushman

Samne aati ho tum to jaise ishq ka deedar hota hai
Tum chale jaate ho to tumahra aane ka intezzar hota hai
Tumhara Muskaran ,khwaab mein bhi aa jana
ankh se ankh churake
dil ko chra le jana
Mujhko jaise har pal tumse pehli pehli bar pyaar hota hai

-Dus

Ja rahe ho agar
Door Muhjse sanam
Phir mere paas anna nahi
yeh bhi mumkin nahi
mai palat na saku
isliye itna wada karo
Muhko Aawaz dena nahi



-Ganesh hegde

No comments: